Apna Liya Lyrics - John Gawai
Apna Liya Lyrics - John Gawai
Apna Liya
(ft. Rosy, Joshua and Eliana Gawai)
Lyrics:
[Chorus]
Hallelujah Hallelujah - 4
Yeshu ne apna liya
Mujhe yeshu ne apna liya
Paapon me dooba hua tha
Mujhe yeshu ne apna liya
Hallelujah Hallelujah
[Verse 1]
Jo usko apne dil me apanata hai
Uske dil me yeshu aata hai
Wo hi deepak Wo hi jyoti
Andhakar ko dur kar deta hai
Yeshu ne apna liya….
[Verse 2]
Uski stuti dhanyawad karo
Kyuki wo hamse pyaar karta hai
Marg satya aur jeevan yeshu
Ham sabko wo bulata hai
Yeshu ne apna liya…
[Bridge]
Wo Ishwaron ka Ishwar hai
Wo prabhuo ka prabhu hai
Sirajanhara taranhara
Wo hi ek sahara hai
[Chorus]
Yeshu ne apna liya
Mujhe yeshu ne apna liya
Paapon me dooba hua tha
Mujhe yeshu ne apna liya
Hallelujah Hallelujah
Written & Composed: Pastor John Gawai
Apna Liya Song - John Gawai

Social Plugin